Skip to content

Mera Ek Hi Mitra (मेरा एक ही मित्र)

Songwriter/Composer/Translator William Charles Fry, Will S Hays
Hindi version of The Lily Of The Valley

     D
Mera ek hi mitra yeshu
    G              D
Woh mera sab kuchh hai
                                 A
Lakhon mein woh mera ek hi priya hai
    D
Woh sharon ka gulab hai
    G            D
Aur bhor ka tara hai
                     A           D
Lakhon mein woh mera ek hi priya hai

     G
Uske dukh se mujhko shanti
    D
Aur anand milta hai
     Bm                       A
Uska krus mujhko changa karta hai
    D
Woh sharon ka gulab hai
    G            D
Aur bhor ka tara hai
                     A           D
Lakhon mein woh mera ek hi priya hai

Mera sara bojh uṭhaya
Mujhe changa kar diya
Paon ko mere sthira kiya hai
Jab akela tha bhaṭakta
Aur sab ne chhod diya
Yeshu mera pyara mitra ban gaya

Uske dukh se mujhko...

Ab main jeevan bhar usiki
Mahima karunga
Haath uṭhake uski stuti karunga
Yeshu ke liye jiyunga
Aur usmen marunga
Ab wohi meri ek matra aasha hain

Uske dukh se mujhko...

Mera ek hi mitra...

Chords Used

Today: 1, All time: 113

Leave a Reply

Required fields are marked *

97 − = 87
Powered by MathCaptcha