Lyrics & Chords of Yeshu Ka Haath
Transpose and play
Lyrics & Chords of Yeshu Ka Haath
Words/Music: Bobby Cash
E C#m
Yeshu ka haath haathon mein lekar
G#m B E
Toofani lehron par main chalunga
A
Ho chahe saamne kaisi bhi mushkil
F#m B E
Main na darunga, main na darunga
E C#m
Mere liye jisne di zindagani
G#m E
Main uski khidmat sada karunga
C#m
Phir jaaye jaan uski lagan mein
G#m B E
Main na darunga, main na darunga
Yeshu ka haath haathon mein lekar
Toofani lehron par main chalunga
Raah mein ho kaante ya andhera
Na koi saathi akela chalunga
shaitan ke teer ghayal bhi karen
Main na darunga, Main na darunga
Yeshu ka haath haathon mein lekar
Toofani lehron par main chalunga
Get more lyrics & chords at
https://songsofpraise.in/
This website is a one-man effort—my personal ministry—built with long hours of code, chords (both God-taught), and personal sacrifice. If it has helped your church and ministry, please share it and support the work. You can also support by giving. Thank you! God bless. 😊
Thank you for helping keep these chords accurate.
Comments