Lyrics & Chords of Yahova Ke Liye Ek Naya Geet Gao (यहोवा के लिए एक नया गीत गाओ)
Transpose and play
Lyrics & Chords of Yahova Ke Liye Ek Naya Geet Gao (यहोवा के लिए एक नया गीत गाओ)
Words/Music: Unknown
Words/Music
Unknown
Langauge
Hindi
Original Scale
G Major
Views
2373
pexels.com
Yahova Ke Liye Ek Naya Geet Gao (यहोवा के लिए एक नया गीत गाओ)
Em Am
Yahova ke liye
D Em
Ek naya geet gao
Am
Prabhu yeshu ke liye
D Em
Ek naya geet gao
Bm
Hay saari prithvi ke logon
C Em
Yahova ke liye gao
Bm
Hay saari prithvi ke logon
C Em
Prabhu yeshu ke liye gao
Em Am
Ha ha ha hallelujah
D Em
Ho ho ho ho hosanna
Em D
Yahova ke liye
C Em
Naacho aur gao
D
Prabhu yeshu ke liye
C Em
Naacho aur gao
Am
Aao hum milkar uske naam ko
C Em
Uncha uthayen
Am
Aao hum milkar uske naam ko
D Em
Uncha uthayen
Ha ha ha hallelujah
Ho ho ho hosanna
Yahova ke liye
Duf aur jhanjh bajao
Prabhu yeshu ke liye
Baansuri turhi bajao
Aao hum milkar uske naam ki
Jai jaikar karen
Ha ha ha hallelujah
Ho ho ho hosanna
Yahova ke liye
Jhanda ko leharao
Prabhu yeshu ke liye
Haathon ko uthao
Aao hum milkar taali bajayen
Khushiyan manaye
Ha ha ha hallelujah
Ho ho ho hosanna
Chords Used
Get more lyrics & chords at
https://songsofpraise.in/
This website is a one-man effort—my personal ministry—built with long hours of code, chords (both God-taught), and personal sacrifice. If it has helped your church and ministry, please share it and support the work. You can also support by giving. Thank you! God bless. 😊
Watch this song on YouTube
Suggest a song
Tagged
praise, worship
This song is added/edited by:
admin

Leave a Comment
Comments
No comments yet. Be the first to comment!