Lyrics & Chords of Antim Dinon Ke Abhishek (अंतिम दिनों के अभिषेक)
Transpose and play
Lyrics & Chords of Antim Dinon Ke Abhishek (अंतिम दिनों के अभिषेक)
Words/Music: Reji Narayanan
pexels.com
Antim Dinon Ke Abhishek (अंतिम दिनों के अभिषेक)
Dm
Antim dinon ke abhishek
Am
Saare logon ke upar tu bhej
Gm F
Katni ka hai samay
Dm
Pavitra atma se bhar de hamein
Dm F
Agni samaan uttar aa
Am
Agni jeebh ke samaan thhahar ja
Gm F
Jhonke toofan ka leke aa
Dm
Nadi atma ki hum par baha
Sookhi haddiyon ki tarai may
Badi sena ko chalte dekoon
Adhikar ki vaani tu de
Pavitra aatma main nabuvat karoon
Karmel parvat ki prarthna mein
Chhote baadal ko uthhate dekhoon
Ahaab jaise kanpa
Wohi agni ko phir se tu bhej
Sinai parvat ki choti par main
Agni jwala ko jalate dekhoon
Israel ke hay khuda
Wohi agni ko hum par tu bhej
Chords Used
Get more lyrics & chords at
https://songsofpraise.in/
This website is a one-man effort—my personal ministry—built with long hours of code, chords (both God-taught), and personal sacrifice. If it has helped your church and ministry, please share it and support the work. You can also support by giving. Thank you! God bless. 😊
Watch this song on YouTube
Tagged
end times, holy spirit
This song is added/edited by:
admin
