DHARATI AAKASH DONO (धरती आकाश दोनों)
Songwriter/Composer/Translator Unknown
C F Dharti aakash dono, Prabhu ki aawaz sunenge C G C Sansaar ke sab praani, Uska hi naam lenge C Am C F C Prabhu ka vachan aisa hai, jo chiraag sa jaltaa hai Am C F C Us par koi chalta hai, jeevan use milta hai F Uske niyam ko jo mane, wo kabhi bhi na bhatkenge C G C Sansaar ke sab praani, Uska hi naam lenge Dharti aakash dono Prabhu ka samay aata hai, dharti magan hogi Uski daya barsegi, aur door jalan hogi Uske vachan ki mahima, aur shakti hum dekhenge Sansaar ke sab praani, Uska hi naam lenge Dharti aakash dono Aankhe utha kar dekho, Prabhu ka din aayega Usko grahan jo karega, wo saath jayega Jisne Prabhu ko na maana, wo ek din roenge Sansaar ke sab praani, Uska hi naam lenge Dharti aakash dono, Prabhu ki aawaz sunenge Sansaar ke sab praani, Uska hi naam lenge Dharti aakash dono
Print this song
Please follow our Facebook page. Get site updates on the go.
Suggest a song to add to this site
Search for Songs
Please try alternate spellings while searching for non-English songs.
Views: Today 1 | Total 2,411