
Karta hun main teri chinta | Hindi christian worship song | Best christian song
D A G A Karta hu mai teri chinta Em A D Tu kyon chinta karta hai Em F#m Aasuon ki ghaṭio mein D A D Hath na choḍunga tera (2) D A Meri mahima tu dekhega G D Khud ko mere hathon me de de (2) G F#m Meri sakti main tujh ko deta hu Em A D Chalaoonga hardin meri kripa mein Karta hu mai... Sabhi tujh ko bhuleṅge to bhi Kya mai tujh ko bhuluṅga kyon Apane hath me tujh ko uṭhakar Chalauga har din, isi jagah Karta hu mai... Abraham ka mai parmeshvar hoon Adbhut karya kyon na karuga (2) Lal sagar me raasta diya Aja bhi mai karne ke yogya hoo (2) Karta hu mai...
Leave a Reply