Songwriter/Composer/Translator Unknown
C G F C Tere lahoo se mujhe dho le tu prabhu G Puri taur se abhi C F G C Tere hi samaan hone ke liye G G7 C Mere jeevan may kaam kar tu prabhu Daldal ki keech se mujhe ubaaraa Chattaan par khadaa kar diya tere liye Kshamaa kiya hai tamaam paapon ko Smaran karta hai ki main mitti hi hun Kalavary par balidaan hua tu Daan aur daataa hai tu mere lia Vishwas may sthir rehunga Aur tujhse zyada prem karunga Toota hua man chaahta hai tu Kathor kar diya maine pichhle dinon men Naya banaya daya karke Swargeeya sthaanon may baitha diya
Chords Used
Today: 14, All time: 264