Search by title, songwriter, tags, etc.
For instance, type healing for songs related to healing.
Type anil adoor for songs by Anil Adoor.
Try alternative spellings for non-English songs.
SONGS
Hindi Malayalam English Search Songs My FavouritesOTHER PAGES
Read Bible Bible Quiz Make Setlist Comments, Suggest a Song BlogSONGLIST (Hindi)
F C F
Prabhu ka dhanyavad karunga
C7
Uski sangati may sada rahunga
Bb C F
Saath chalunga mai jai zaroor paaonga
C F
Prabhu ka dhanyavad karunga
F Bb
Na degi mujhe duniya kabhi bhi
C Bb F
Koi sukh aur shanti aaraam
Bb F
Mere Yeshu ke saath dhanya sangati mei
C Bb F
sada milti khushi mujhko
Prabhu ka dhanyavad...
Meri jindgi ki har pareshani mei
khul jaata hai aasha ka dwar
Kabhi na darunga kabhi na hatunga
Chahe jaan bhi dena pade
Prabhu ka dhanyavad...
Kitna achha hai wo kitna dhanya hai wo
Yeshu hi mere jeevan ka saathi
Meri zarurato ko pura karta hai wo
Koi ghati nahi mujhko
Prabhu ka dhanyavad...
Meri aayu ke din pag pag mei sada
Teri seva ko puri karunga
Ek batti samaan jalta rahunga
Teri mahima meri kaamna
Prabhu ka dhanyavad...




(0)
Use button to Transpose down and buttons to transpose up.
button hides the chords.
is used to activate auto-scrolling. While the page is scrolling, click once on the lyrics to pause/restart and double-click to cancel auto-scrolling.
Use and to change font size.
Watch this song on YouTube
Print this song
Suggest a song
Tagged
praise, worship

Leave a Comment
Comments
No comments yet. Be the first to comment!