Lyrics & Chords of Tadpa Tha Yeshu Kiske Liye (तड़पा था येशु किसके लिए)
Transpose and play
Lyrics & Chords of Tadpa Tha Yeshu Kiske Liye (तड़पा था येशु किसके लिए)
Words/Music: Rajinald Vijay Milton
pexels.com
Tadpa Tha Yeshu Kiske Liye (तड़पा था येशु किसके लिए)
F#m C#
Tadpa tha yeshu kiske liye
F#m
Mere liye tere liye
C#
Latka tha sooli pe kiske liye
F#m
Mere liye tere liye
E D
Duniya ki daldal mein dhansta raha main
C# G F#m
Baaton ko teri samjha nahi
E D
Duniya ki daldal mein dhansta raha main
C# G F#m
Baaton ko teri samjha nahi
E D C#
Kodey sahe tune kiske liye
E D C#
Kodey sahe tune kiske liye
C# F#m
Mere liye tere liye
C#
Tadpa tha yeshu kiske liye
F#m
Mere liye tere liye
F#m E D C#
Papon ka mere bojh utha kar
F#m E D C#
Mukti ka marg mujhko dikhakar
E D C# F#m
Mukti ka marg mujhko dikhakar
F#m C#
Kant mukut pehena kiske liye
F#m
Mere liye tere liye
C#
Tadpa tha yeshu kiske liye
F#m
Mere liye tere liye
Zaalim zamane ne ki kya khata
Un haathon ko keelon se thok diya
Zaalim zamane ne ki kya khata
Un haathon ko keelon se thok diya
Un haathon ko keelon se thok diya
Jin haathon se aati barkat shifa
Mere liye tere liye
Tadpa tha yeshu kiske liye
Mere liye tere liye
Sooli se apne sar ko jhuka kar
Paavan lahu mein apne naha kaar
Sooli se apne sir ko jhuka kar
Paavan lahu mein apne naha kaar
Paavan lahu mein apne naha kaar
Vinti pita se ki kiske liye
Mere liye tere liye
Chords Used
Get more lyrics & chords at
https://songsofpraise.in/
This website is a one-man effort—my personal ministry—built with long hours of code, chords (both God-taught), and personal sacrifice. If it has helped your church and ministry, please share it and support the work. You can also support by giving. Thank you! God bless. 😊
Watch this song on YouTube
Suggest a song
Tagged
communion, cross, good friday, praise, worship
This song is added/edited by:
admin


Leave a Comment
Comments
No comments yet. Be the first to comment!