Songwriter/Composer/Translator Viju Bhai Hyderabadi
Em D Ae zindagi zara sambhal ja Em Itna mushroof hai kyon D Ae dil mere zara tu thham ja Em Itna bechain hai kyon Em Duniya ke shor may C D Uski awaaz ko sun Em Duniya ke daud may C D B7 Tu uske rahon ko chun G D Em Tera kalaam mere kadamon ke liye chirag hai (Tu uski awaaz ko sun) G D Em Tera kalaam mere raahon ke liye roshni hai (Tu uske rahon ko chun) G Tera kalaam tera kalaam D Em Meri zindagi hai G Tera kalaam tera kalaam D Em Meri bandagi hai Em Am Woh jo khuda ka intezar kare B Woh nayi taaqat ko paye Em (Nayi taaqat ko paye) Am Woh jo khuda pe aitbaar kare B Woh parinday ki tarah uday Em (Parinday ki tarah uday) Em Woh kabhi nahi thhakke C Woh kabhi nahi jhhukke D Em Woh kabhi nahi rukke he--ey Em Woh kabhi nahi thhakke C Woh kabhi nahi jhhukke D B7 Em Woh kabhi nahi rukke he--ey Tera kalaam... Em Woh laajawab hai C Woh bemisaal hai B Woh bas kamaal hai Tera Kalaam... Em Tera kalaam Tera kalaam C Tera kalaam Tera kalaam D Em Tera kalaam Tera kalaam Oh Kalaam-e-Khuda yeshu masiha hai
Today's Views: 1
Total Views: 2
Total Views: 2
Thank you again for uploading our song. Bless you guys.
https://youtu.be/kH2sgilK2Ws