Skip to content

Main Aur Mera Gharana (मैं और मेरा घराना)

Songwriter/Composer/Translator Amit Kamle

Ebm              Bbm
Main aur mera gharana
Ebm              Bbm
Prabhu ki sewa karenge
    Gb            Db
Hum prarthana aur stuthi
B      Db     Ebm
Mahima uski karenge

Ebm              Bbm
Main aur mera gharana
Ebm              Bbm
Prabhu ki sewa karenge
Ebm              Bbm
Main aur mera gharana
Ebm
Prabhu ki sewa karenge

       Ebm         Db            Bbm
Prabhu teri raahon par chale hum
 Gb            Db            Bbm
Ikhhata prarthana main rahen
       Ebm         Db          Bbm
Prabhu teri karuna aur bhalayi
Gb            Db        Bbm
Tujhko hum pahle rakhen

Main aur mera gharana
Prabhu ki sewa karenge
Main aur mera gharana
Prabhu ki sewa karenge

Prabhu tere vachanon ki gawahi
Saari duniya main hum den
Prabhu teri neki aur sachai
Duniya main hum prachar karen

Main aur mera gharana
Prabhu ki sewa karenge
Main aur mera gharana
Prabhu ki sewa karenge

Main aur mera gharana
Prabhu ki sewa karenge
Main aur mera gharana
Prabhu ki sewa karenge

Prabhu tere lahoo he humko
Changai tune hay di
Prerna tere jeevan se len
Duniya may misal hum banen

Main aur mera gharana
Prabhu ki sewa karenge
Hum prarthana aur stuthi
Mahima uski karenge

Main aur mera gharana
Prabhu ki sewa karenge
Main aur mera gharana
Prabhu ki sewa karenge

Chords Used

Today: 4, All time: 248

Leave a Reply

Required fields are marked *

3 + 1 =
Powered by MathCaptcha