Skip to content

Aao Hum Yahowa ka Dhanyawad Karen (आओ हम यहोवा का धन्यवाद करें)


A
Aao hum Yahowa ka
D
Dhanyawad karen
E
Apne saare hriday se
D       A
Vandana karen
F#m               D       Bm
Uske faatakon may stuti karen
    E   E7  A
Aur lal-kaa-ren

A            E
Jisne banaya hamen
D               A
Wo hai hamara aadhar
                 E
Jisne diya hamko saath
D              A
Wo hai hamara uddhar
        F#m
Uski ho jai jai
D       Bm
Ho aradhna
E                   F#m
Wo hai sabhon ka pradhan
        F#m
Uski ho jai jai
D       Bm
Ho aradhna
E                   A
Wo hai sabhon ka pradhan

Aao hum Yahowa ka...

Apne poore tan man se
Ham uski mahima karen
Wo hai shifa aur nazat
Uski prashansa karen
Wo hai jag ka daata
Aur taranhaar
Uski ho jai jai sada

Aao hum Yahowa ka...
Today's Views: 5
Total Views: 45

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *