Skip to content

Isse Pehle Ki Chala Jaaoon (इससे पहले कि चला जाऊँ)

Songwriter/Composer/Translator Pastor Wilson George

        C           Dm
Isse pehle ki chala jaaoon
   G         C
Is duniya se
      Am
Anant ke liye kuchh
 F            Fm  C
Inaam kama jaaoon
        C           Dm
Isse pehle ki chala jaaoon
   G         C
Is duniya se

          Am        F
Din bahut kam reh gaye hain
     G            C
Zindagi mein meri
          Am          F
Karna hai kaam phir milega
      G             C
Mauka mujh ko nahin
              Dm
Aisa na ho guzre din
         G          C
Kuchh na kar paaoon
      Am
Anant ke liye kuchh
 F            Fm  C
Inaam kama jaaoon

Har pal naseeb hua hai
Uski rehmat hai
Usne din jode hain zindagi mein
Uska maqsad hai
Isse pehle ki hisaab ho
Sudhar jaaoon
Anant ke liye kuchh
Inaam kama jaaoon

Maut zindagi ki aakhri
Manzil to nahin
Maut ke baad ek aur
Zindagi abdi
Ki abdi zindagi mein
Apne kaamon ka pratifal paaoon
Anant ke liye kuchh
Inaam kama jaaoon

Chords Used

Today: 1, All time: 247

Leave a Reply

Required fields are marked *

14 − = 11
Powered by MathCaptcha