Songwriter/Composer/Translator William Charles Fry, Will S Hays
Hindi version of The Lily of the Valley.
G Mera ek hi mitra yeshu C G Woh mera sab kuchh hain Lakhon mein woh mera D Ek hi priya hain G Woh sharon ka gulab hain C G Aur bhor ka tara hai Lakhon mein woh mera D G Ek hi priya hain C Uske dukh se mujhko shanti G Aur anand milta hai Em D Usaka krus mujhko changa karta hai G Woh sharon ka gulab hain C G Aur bhor ka tara hai Lakhon mein woh mera D G Ek hi priya hain Mera sara bojh uthaya Mujhe chaṅga kar diya Panvo ko mere sthira kiya hain Jab akela tha bhatakta Aur sab ne chhod diya Yeshu mera pyara mitra ban gaya Uske dukh se mujhko shanti... Ab main jivan bhar uski Mahima karuga Hath uṭhake uski stuti karunga Yeshu ke liye jiyunga Aur usmein marunga Ab wohi meri ek matra aasha hain Uske dukh se mujhko shanti...
Print this song
Please follow our Facebook page. Get site updates on the go.
Suggest a song to add to this site
Search for Songs
Please try alternate spellings while searching for non-English songs.
Views: Today 1 | Total 3,606